Bollywood Highest Grossing Indian Movies New List With Box Office Full Detail Collection -

[Top 8] Highest Grossing Indian Movies Latest List 2019
[Top 8] Highest Grossing Indian Movies Latest List 2019
Bollywood main aisi bahut si Films banti hai jo Bollywood History me yaad rakhi
jaati hai jiski vajah yah Movies apne Budget se kayi gunaa jyaadaa kaa Business karti hai aur yah Highest Grossing Indian Movies ki List me jagah banaa paati hai jisme se top 8 Film ke baare me ham aapko es Post ke jaria bataane jaa rahe hain yah Movies Indian History men sabse jyaadaa kamaai karne vaali Film hai jo pichhle kuchh saalo men release hui thi aur Box Office ke kayi Record tod dia the en Film ne naa sirf achchha Busniss kara balki kei saare Award bhi apne naam kia ।

List Of Highest Grossing Indian Movies 2018 -

1. PK (2014) -

Bollywood ke sabse Perfect Hero kahe jaane vaale Actor Aamir Khan ke baare men ek baat aap achchhi tarah jaante honge ki Aamir khan jis Movie me bhi kaam karte hain vah Movie samaaj ko ek achchhaa sandesh deti aur Box Office ke saare Record tod deti hai thik esi tarah unki Film PK ne bhi Box Office par ek nayaa Record kaayam kiyaa thaa PK Film naa Sirf India me balki videsho tak me bhi achchhaa Collation kar paai thi.
Budget                                 -   ₹85 crore
Worldwide Box office         -    ₹832 crore

2. Bajrangi Bhaijaan (2015) -

Sallu Bhai ke naam se jaane jaane vaale Superstar Salman Khan ki Film Bajrangi Bhaijaan us samay ki sabse hit end papular Film thi es Movie me Salman Khan ne Acting ko ek nayi dishaa di thi. logo ka to yahaa tak kahnaa thaa ki es Film men bhaijaan Salman Khan ki Acting nayi tarike ki dekhne ko mili hai.
Budget                                 -   ₹15 crore
Worldwide Box office         -    ₹966.86 crore

3. Baahubali 2 : The Conclusion (2017) -

Jab baat ho rahi hai Highest Grossing Indian Movies Latest List ki to South ki Movie "Baahubali 2" bhi apni es list me apni jagah 3 Numbar par banaati hai yah Film ne Box Office par ek alag hi mukaam haasil kiyaa hai Baahubli movie ka 2 Part bane hai jo donon hi hit rahe hain.
Budget                                 -   ₹250 crore
Worldwide Box office         -    ₹1810 crore

4. Secret Superstar (2017) - 

Kisi Film ko Hit karaane ke lia bade Budget kaa honaa jaruri Nahi hai yah baat "Secret Superstar" jaisi chhoti Budget ki Film sahi saabit karti hai jis me Men Role me Aamir Khan aur Zaria Wasim rahaa hai 15 Crore ki Budget se bani Film Worldwide 900 Crore se bhi jyaadaa kaa Busniss karti hai chhote budget ki Film "Secret Superstar" bhi Highest Grossing Indian Movies ki List me jagah banaa paati hai।
Budget                                 -   ₹15 crore
Worldwide Box office         -    ₹966.86 crore

5. Robot 2.0 (2018) -

Indian Film Robot 2.0 Box Office par apna jaadu chalaane me kaamyaab rahi es Film me Rajinikanth ka Role Chitti kaa thaa jo logo ko bahut pasand aayaa es Film me Akshay Kumar ne Pakshirajan yaani Villain ka Role karaa.
Budget                                 -   ₹543 crore
Worldwide Box office         -    ₹800 crore

6. Dhoom 3 (2013) -

Bollywood me Aamir Khan ki 1 yaa 2 Movie ko chhod diyaa jye to unki Film 200 Crore aaraam se kamaa leti hai 2013 me aayi Film "Dhoom 3" ne bhi Box Office par achchhaa Busniss karaa tha.
Budget                                 -   ₹175 crore
Worldwide Box office         -    ₹589 crore

7. Sultan (2016) -

Salman Khan es samay apni New Film "Dabang 3" ki Shooting me Busy hai lekin unke Movie "Sultan" ne to Box Office ke kayi saare Record tor diye.
Budget                                 -   ₹80 crore
Worldwide Box office         -    ₹623 crore

8. Sanju (2018) -

Sanjay Dutt ke jivan par bani Film Sanju jisme Ranveer Kapoor ne Sanjay Dutt kaa Role kiyaa hai logo ko yah Movie bhi kaaphi pasand aayi.
Budget                                 -   ₹100 crore
Worldwide Box office         -    ₹586 crore

Post Comment

Be the first to post comment!

Copyright 2025 © OneLuckyText | All Rights Reserved